Posts

Mujh Se Ab Aur Tamaasha...

Image
Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin...

Image
Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin, Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.!

Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka...

Image
Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka, Apna Hr Gham Mana Chuka Hun Main.!

Khuda Karay salaamat rahay

Image
Khuda Karay salaamat rahay kisi dua ki trha, Ik tu aur doosra muskaraana tera..!

Mohabbat Jheeel Si Ha...

Image
Mohabbat Jheeel Si Ha, Naa Jaanay Kitni Gehri Ha.!

Hanstay Huay Chehron Ko

Image
Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho, Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Qudrat Kay Haseen Manzar Main

Image
Qudrat Kay Is Haseen Manzar Main, Mere Yaar Ka Bhi Shumaar Hota Ha.!